Chand chupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Bal kha ke meri jaana
Gumsum sa hai
Gupchup sa hai
Madhosh hai
Khamosh hai
Haan ye sama
Haan ye sama kuch aur hai
Han han han chand chupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Nazdikiyan badh jaane de
Arre nahin baba nahin
Abhi nahin nahin nahin
Door se hi tum
Jee bhar ke dekho
Tum hi kaho kaise
Door se dekhoon
Chaand ko jaise
Dekhta chakor hai
Aye gumsum sa hai
Ye sama kuch aur hai
Ho ho ho
Chand chupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Aaja re aaja re chanda
Ki jab tak tu na aayega
Sajana ke chere to
Dekhne ye man tarsa jayega
Na na chanda tu nahin aana
Tu jo aaya to
Sanam sharma ke
Kahin chala jaye na
Aaja re aaja re chanda
Tu laakh duayen payega
Na na chanda tu nahin aana
Varna sanam chala jayega
Aanchal mein tu chup jaane de
Arre nahin baba nahin
Abhi nahin nahin nahin
Julfon mein tum kho jaane do
Arre nahin baba nahin
Abhi nahin nahin nahin
Pyaar to naam hai
Sabra ka hum dum
Woh bhala bolo
Kaise karen hum
Sawan ki raah
Jaise dekhe mor hai
Comentarios
Deja tu comentario: