Jugnu (ft Nikhita Gandhi)

Jugnu (ft Nikhita Gandhi)

Badshah

ho jo na paas tu to aati dhangh se saanse nahi
chidhchida sa rehta hu main lagta kuch bhi khaas nahi
jabse marne lage hai tujhpe, bachne ki koi aas nahi meri, o-o-oho
zindagi main aayi jabse vibe hi badal gayi
ghumta tha main aawara, life si sambhal gayi
duniya meri dark si mein light si ek jal gayi, yeah, aye, ayy, yeah

teri baaton main dil kho sa gaya
meri raaton main din ho sa gaya
pyaar kehete jisko finally wo ho sa gaya
finally, finally, finally

raha na pehle sa shy ab, samajh main kuch naa aaye ab
bolo na kya kia jaaye ab
aankhon se neenden hai gaayab
khush main itna kyu hun?
tujhko tavajjo main kyu dun?
jaane kya hua mujhe
tere pyaar main chamku jaise jugnu

baadal bhi dhikhte mujhko dil ke shape main
happiness si rehne lagi meri jeb main
haarne main hai maza yeh wo game hai
haalat jo hai teri meri bhi same hai

teri baaton main dil kho sa gaya
meri raaton main din ho sa gya
pyaar kehete jisko, finally wo ho sa gaya
finally, finally, finally

rahi na pehle si shy ab, samajh main kuch naa aaye ab
bolo na kya kia jaaye ab
aankhon se neenden hai gaayab
khush hu main itna kyu hun?
tujhko tavajjo main kyu dun?
jaane kya hua mujhe
tere pyaar main chamku jaise jugnu

tujhko ab door mujhse (kuch na tujhse pehle tha)
kar na koi payega (kuch na tere baad mein)
sochna kya jaanejana (yeh haath tere haath mein)
jo hoga dekha jayega (yeh duniya jaaye bhaadh mein)

tujhko ab door mujhse (kuch na tujhse pehle tha)
kar na koi payega (kuch na tere baad mein)
sochna kya jaanejana (yeh haath tere haath mein)
jo hoga dekha jayega

raha na pehle sa shy ab, samajh main kuch naa aaye ab
bolo na kya kia jaaye ab
aankhon se neenden hai gaayab
khush main itna kyu hu?
tujhko tavajjo main kyu dun?
jaane kya hua mujhe
tere pyaar main chamku jaise jugnu

Jugnu (ft Nikhita Gandhi)

Comentarios

Deja tu comentario:

Noticias de interés

Últimas noticias musicales

Reportar letra