dil se teri nigaah jigar tak utar gayi – 2
donon ko ik ada mein razaamand kar gayi – 2
wo baadaa-e-shabaana ki saramastiyaan kahaan
uthiye bas ab ke lazzat-e-kaab-e-sahar gayi – 2
dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-pa – 2
mauj-e-kiraam-e-yaar bhi kya gul katar gayi – 2
nazzaare ne bhi kaam kiya vaan naqaab ka – 2
masti se har nigah tere ruk par bikhar gayi – 2
maara zamaane ne
maara zamaane ne asadullaah kaan tumhein – 2
wo walawale wo
wo walawale kahaan wo jawaani kidhar gayi – 2
Hindi Song Title: Dil Se Teri Nigaah Jig
Comentarios
Deja tu comentario: