Khelan kyun na jaye
Tu hori re rasiya
Khelan kyun na jaye
Tu hori re rasiya
Pooche hain tohe saari guiyan kahan hai
Badri ki dulhania, dulhania
Kurti pe teri malun gulaal
Rang bata blue ya laal
Air mein tere udte baal
Aaja rang doon dono gaal
Are sara rara
Are sara rara
Kabira sara rara
Baby ke dekhe jhumke
Lagaade char thumke
Chhichore nache jamke
Up mein din dahade
Window aur chat pe taade
Hum dekhen aankhen faade re
Arey arey
Tujhpe tiki hai meri naughty nazariya
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke le jayenge
Badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke le jayenge
Badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge badri ki dulhania
Muniya re muniya
Badri ki dulhaniya
Muniya re muniya
Badri ki dulhaniya
Baby badi bholi hai
Baby ki rang di choli hai
Angreji mein khit pit madam ri
Bura na maano holi hai
Rama rama gazab ho gaya
Tere se nazariya lad gayi
Ayi jawani julm hoyi gawa
Kis aafat mein pad gayi
Are sa ra rara
Kabira sa ra ra
Ho rama rama gazab hogaya
Tere se nazariya lad gayi
Aayi jawani julm hoyi gawa
Kis aafat mein pad gayi
Haye main mar gayi
Sooli pe chadh gayi
No no no kehna tha
Lekin haan kar gayi
Dil tujhko send main toh kar gayi re
Main badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke
Le jayenge haan badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge badri ki dulhania
Baby ke dekhe jhumke
Laga de chaar thumke
Chhishore nache jamke
Up mein din dahaarhe
Window aur chat pe taarhe
Hum dekhen aankhen faade re
Tujhpe tiki hai meri naughty nazariya
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke le jayenge badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke le jayenge badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge badri ki dulhania
Muniya re muniya
Badri ki dulhania
Muniya re muniya
Badri ki dulhania
Comentarios
Deja tu comentario: